Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRupak Tal
HomeRupak Tal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha ji humen manzoor hai aap ka ye faisla ji humen manzoor hai aap ka ye faisla keh rahi hai har nazar banda parvar shukriya hans ke apni zindagi mein kar liya shamil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain kyun main tufaan se darun mera saahil aap hain koi tufaanon se keh de mil gaya saahil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan har taraf bajne lagi saikadon shahanaiyaan do jahan ki aaj khushiyaan ho gayeen haasil mujhe aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha
doli chadhte hi heer ne bein kiye hoo oooo mujhe le chale babul le chale ve mujhe rok le babul rok le tu doli bairi kahaar lai chale ve do chaar ghadi bhi na chain payaaaaa dukh dard musibatein seh chale ve mera kaha suna sab maaf karnaaaa kuchh roz tere ghar reh chale ve tujhe raanjhnaa rab ke hawale kiyaaaa hum desh mein zaalimon ke chale ve rahi pyaar ki jholi dekh khaaliii koi cheez bhi saath na le chale ve mere baad khabar teri kaun legaaaaa tere bhaag mein hai tanhaiyaan ve mujhe aur umeed thi aur huaaa ki rab ne beparwainya ve hoo oooo ki rab ne beparwainya ve
ghar aaja ghir aaye badraa saanwariya ghar aaja ghir aaye badraa saanwariya mora jiyaa dhak dhak re chamke bijuriya ghar aaja ghir aaye suna suna ghar mohe dasne ko aaye re suna suna ghar mohe dasne ko aaye re khidki pe baithi baithi saari rain jaaye re tap tap sunat main to bhayi re baawariya ghar aaja ghir aaye kasmas jiara kasak mori suni re kasmas jiara kasak mori suni re piyasi piyasi akhiyon ki galiyaa hai suni re jaane mohe laagi kis bairan ki nazariya ghar aaja ghir aaye badraa saanwariya mora jiyaa dhak dhak re chamke bijuriya ghar aaja ghir aaye
haaye re wo din kyun naa aaye haaye re wo din kyun naa aaye jaa jaa ke ritu jaa jaa ke ritu laut aaye haaye re wo din kyun naa aaye jhil mil wo taare kahaan gaye saare jhil mil wo taare kahaan gaye saare mann baati jale bhujh jaaye haaye re wo din kyun naa aaye jaa jaa ke ritu laut aaye haaye re wo din kyun naa aaye sooni meri beena sangeet binaa sooni meri beena sangeet binaa sapnon ki maala murjhaaye haaye re wo din kyun naa aaye jaa jaa ke ritu laut aaye haaye re wo din kyun naa aaye
kisi raah mein kisi mod par kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi haal mein kisi baat par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mera dil kahe kahin ye na ho mera dil kahe kahin ye na ho nahin ye na ho nahin ye na ho kisi roz tujhse bichhad ke main tujhe dhoondhati phiroon dar badar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera rang saaya bahaar ka tera rang saaya bahaar ka tera roop aaina pyaar ka tujhe aa nazar mein chhupa loon main tujhe lag na jaaye kahin nazar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera saath hai to hai zindagi tera saath hai to hai zindagi tera pyaar hai to hai roshani tera pyaar hai to hai roshani kahan din ye dhal jaaye kya pata kahan raat ho jaaye kya khabar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere
aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa main to kab se teri sharan mein hoon main to kab se teri sharan mein hoon meri aur tu bhi to dhyan de main to kab se teri sharan mein hoon meri aur tu bhi to dhyan de meri aur tu bhi to dhyan de meri aur tu bhi to dhyan de mere mann mein kyun andhkaar hai mere mann mein kyun andhkaar hai mere ishwar mujhe gyaan de mere mann mein kyun andhkaar hai mere ishwar mujhe gyaan de main to kab se teri sharan mein hoon teri aarti ka diya banu teri aarti ka diya banu yahi hai meri manokamna teri aarti ka diya banu yahi hai meri manokamna mere praan tera hi naam le kare mann teri hi upaasna kare mann teri hi upaasna gungaan tera hi main karun gungaan tera hi main karun mujhe ye lagan bhagwaan de gungaan tera hi main karun mujhe ye lagan bhagwaan de main to kab se teri sharan mein hoon koi sukh ki bhor khile to kya koi sukh ki bhor khile to kya koi dukh ki rain mile to kya koi sukh ki bhor khile to kya
megha chhaaye aadhi raat bairan ban gayee nindiya megha chhaaye aadhi raat bairan ban gayee nindiya bataa de main kya karoon megha chhaaye aadhi raat bairan ban gayee nindiya sabke aangan diya jale re more aangan jiya hawaa laage shool jaisi taana maare chunariya sabke aangan diya jale re more aangan jiya hawaa laage shool jaisi taana maare chunariya aayee hai aansu ki barat bairan ban gayee nindiya bataa de main kya karoon megha chhaaye aadhi raat bairan ban gayee nindiya aaaaaaa rooth gaye re sapne saare toot gayee re aasha nain bahe re ganga more phir bhi mann hai pyasaa rooth gaye re sapne saare toot gayee re aasha nain bahe re ganga more phir bhi mann hai pyasaa kise kahoon re mann ki baat bairan ban gayee nindiya bataa de main kya karoon megha chhaaye aadhi raat bairan ban gayee nindiya
mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa hai safar humaara naya naya kisi pal andhera jo ho gaya hai safar humaara naya naya kisi pal andhera jo ho gaya aa aa aa aa aa aa kahin kho na jaayein ye reh guzar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa zara thehar jaa mere humnavaa yahaan agle mod pe hoga kyaa zara thehar jaa mere humnavaa yahaan agle mod pe hoga kyaa aa aa aa aa aa aa kise hai pata kise hai khabar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa jo gharon ko chhodke hain chale jo gharon ko chhodke
nav kalpna nav roop se rachna rachi jab naar ki nav kalpna nav roop se rachna rachi jab naar ki satyam shivam sundram se shobha bhadi sansaar ki nav kalpna kala ki daasi kaamani solah kala paripurn hai kala ki daasi kaamani solah kala paripurn hai vishav mein vish kanya ke ye naam se prasidh hai naam se prasidh hai haav bhaav anubhaav se seva kare bhagwaan ki nav kalpna chandrama so mukh salonon shyam varna kesh hain chandrama so mukh salonon shyam varna kesh hain nainon se mrig naini hai vaani madhur uchchaarti vaani madhur uchchaarti nirt gaan trigdhaan pooja inka dharm hai aarti nav kalpna ni re ga ga re ga ni re pa ma ga sa ni pa ma ga re ma ga re sa dev lok ki devdaasi sunder roop lubhavani dev lok ki devdaasi sunder roop lubhavani painjan kanju ki kardhani solah shringaar suhavni solah shringaar suhavni shankh damru jhanjh jhalar nupur dwani mann mohani nav kalpna nav roop se rachna rachi jab naar ki nav kalpna
o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti ban ke pathar hum pade the suni suni raah mein ban ke pathar hum pade the suni suni raah mein jee uthe hum jab se teri baanh aayi baanh mein chheen kar nainon se kaajal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti yaad kar tune kaha tha pyaar se sansaar hai yaad kar tune kaha tha pyaar se sansaar hai hum jo haare dil ki baazi ye teri hi haar hai sunle kya kehti hai paayal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti
aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa saawan ke jhoole pade saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao tum chale aao tum chale aao aanchal na chhode mera paagal huyi hai pawan pawan aanchal na chhode mera paagal huyi hai pawan aaaaa aaaaaa aaaaaaa ab kya karoon main jatan dhadke jiya jaise panchhi ude haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao dil ne pukara tumhen yaadon ke pardes se aaaaa aaaaaa dil ne pukara tumhen yaadon ke pardes se aaaaa aaaaaa aaaaaa aati hai jo des se hum uss dagar pe hain kab se khade haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao jab hum mile the piya tum kitne naadaan the aaaaaa aaaaaa jab hum mile the piya tum kitne naadaan the aaaaaa aaaaa aaaaa hum kitne anjaan the baali umariya mein naina lade haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao tum chale aao tum chale aao
tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum pralay ke devtaa ho tum pralay ke devtaa ho main samarpit phool hoon tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum sudhaa main pyaas hoon tum mahaasagar ki seemaa main kinaare ki lehar tum mahaasangeet ke swar main adhoori saaz per tum ho kayaa main hoon chhaaya tum shamaa main bhool hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tum ushha ki laalima ho bhor ka sindoor ho mere praanon ki ho goonjan mere mann ki mayur ho tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum gagan ke chandrama
mmmmmmm tanaaaaaaaa naaaaaa aaa aaaa aaaaaa deeeeeee naaaaaaa udd ja udd ja udd ja bhanwar maya kamal ka aaj bandhan tod ke udd ja bhanwar maya kamal ka aaj bandhan tod ke udd ja bhanwar rang iska laal hai aaaaaaaa rang iska laal hai aur roop bhi kya kamaal hai jin pakhuriyon mein tu jhume jin pakhuriyon mein tu jhume woh tera janjaal tera jaal hai kahin aur ja ja ja ja kahin aur jaa ke dil laga kaliyon ki galiyaan chhod ke udd ja bhanwar dekh woh sooraj ki kirnen aa rahin hain jhoomati chal gagan ki or tera mukh hawaayen choomati baanwre uth gyan se makhmal ka ghera door kar tan hai kaala iss liye mann ka andhera door kar door kar tujhko bulaaye tujhko bulaata hai savera dekh mukhda mod ke udd ja bhanwar maya kamal ka aaj bandhan tod ke udd ja bhanwar ma ma dhe re sa dha ni re sa ga ma pa dha dha ni se re ga ma re sa ni sa re sa ni pa ma pa sa ma re sa ni sa udd ja udd ja udd ja bhanwar sa re sa re ga ma pa dha ni sa re ga ma re sa dha ni ma pa ga ma re sa udd ja
zaraa sun haseena e naazneen meraa dil tujhi pe nisaar hai zaraa sun haseena e naazneen meraa dil tujhi pe nisaar hai tere dum se hi mere dilrubaa meri zindagi mein bahaar hai zaraa sun haseena e naazneen hui jab se mujh pe teri nazar main hoon apne aap se bekhabar hui jab se mujh pe teri nazar main hoon apne aap se bekhabar hua jab se dil mein tera guzar hua jab se dil mein tera guzar mujhe chaen hai na qaraar hai zaraa sun haseena e naazneen tere husn se jo sanwar gayee wo fazaayen mujhko azeez hain tere husn se jo sanwar gayee wo fazaayen mujhko azeez hain teri zulf se jo lipat gayin mujhe un hawaaon se pyaar hai zaraa sun haseena e naazneen ye haseen phoolon ki daaliyaan tujhe de rahi hain salaamiyan ye haseen phoolon ki daaliyaan tujhe de rahi hain salaamiyan mujhe kyun na rashq ho ae sanam mujhe kyun na rashq ho ae sanam tere saath fasle bahaar hai zaraa sun haseena e naazneen
badla to aise badla hai kuchh rang e gulsitaan ek phool pe bahaar hai ek phool pe khizaaaa zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa har naya mausam puraani yaad le kar aayegaaa zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa hain wahin raahen wahi galiyaan magar sunsaan hain tu nahin to dil ki saari bastiyaan viraan hai dil mein hai jo ghum tera wo jaan le kar jaayega zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa hon mubaaraq tujhko khushiyaan aur mujhe ruswaaiyaan tujhko tera ghar salaamat aur mujhe tanhaaiyaan marte marte bhi tera hi naam lab pe aayegaaa zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa har naya mausam puraani yaad le kar aayegaaa zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ki Nazron Ne Samjha Anpadh (1962) 04:00 20065
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20065   

Doli Chadhte Hi Heer Ne Heer Raanjha (1970) 06:09 13326
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Priya Rajvansh
Raag- 
Bhairavi
Duration : 06:09   Song Number : 13326   

Ghar Aaja Ghir Aaye Chhote Nawab (1961) 03:39 12985
 
Poster of Chhote Nawab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amita
Raag- 
Malgunji
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:39   Song Number : 12985   

Haay Re Wo Din Anuradha (1960) 03:09 12725
 
Poster of Anuradha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:09   Song Number : 12725   

Kisi Raah Mein Mere Humsafar (1970) 06:34 20782
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jitendra
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:34   Song Number : 20782   

Main To Kabse Teri Sharan Men Hun Ram Nagari (1982) 06:44 16305
 
Poster of Ram Nagari (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:44   Song Number : 16305   

Megha Chhaye Aadhi Raat Sharmilee (1971) 06:07 20899
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Raag- 
Patdip
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:07   Song Number : 20899   

Mere Humsafar Mere Humsafar Refugee (2000) 07:51 20921
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 07:51   Song Number : 20921   

Nav Kalpna Mrig Trishna (1975) 04:55 13786
 
Poster of Mrig Trishna (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Shambhu Sen
Music Director- 
Shau Bhai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rakesh Pandey, Hema Malini
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:55   Song Number : 13786   

O Basanti Pawan Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 04:00 13453
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:00   Song Number : 13453   

Saawan Ke Jhoole Pade Jurmana (1979) 05:31 21199
 
Poster of Jurmana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman, Anu Malik
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 05:31   Song Number : 21199   

Tum Gagan Ke Chandrama Sati Savitri (1964) 03:25 11905
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Anjali Devi
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:25   Song Number : 11905   

Udd Ja Bhanwar Rani Rupmati (1957) 07:21 36625
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 07:21   Song Number : 36625   

Zaraa Sun Haseena E Naazneen Kaun Apna Kaun Paraya (1963) 03:27 13537
 
Poster of Kaun Apna Kaun Paraya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:27   Song Number : 13537   

Zindagi Bhar Ghum Miss Bombay (1957) 04:25 16405
 
Poster of Miss Bombay (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ajeet
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:25   Song Number : 16405